Bihar Board 12th Dummy Registration Card 2027: Bihar Vidyalaya Pariksha Samiti dwara Inter ki Varshik Pariksha 2027 ke liye lakhon vidyarthiyon ke intezar ko dekhte hue Dummy Registration Card ko ab jald hi jaari kar diya jayega humne is post ke madhyam se Bihar Board 12th Dummy Registration Card 2027 Download ke baare me sampoorn jankari de diya hai.
Bihar Board 12th Dummy Registration Card 2027: Overviews
| Name Of Board | Bihar School Examination Board, BSEB |
| Name Of Article | Bihar Board 12th Dummy Registration Card 2027 |
| Category | Dummy Registration Card |
| Session | 2025-27 |
| Release Date | 25 July 2026 (Tentative) |
| Last Date | 25 August 2026 |
| Correction Last Date | 14 August 2026 |
| Official Website | biharboardonline.com |
Also Read –
- Bihar Board Class 10th Scholarship Payment Status 2026: बिहार बोर्ड 10वीं पास छात्रों के खाते में आए ₹10,000? ऐसे चेक करें स्कॉलरशिप पेमेंट स्टेटस
- Bihar Board 12th Dummy Registration Card 2027: जारी हुआ डमी रजिस्ट्रेशन कार्ड, डायरेक्ट लिंक से करें डाउनलोड
- Bihar Board 10th Dummy Registration Card 2027 Download: 10वीं डमी रजिस्ट्रेशन कार्ड डाउनलोड होना शुरू, कहीं ये गलती तो नहीं?
- Bihar Board Dummy Admit Card 12th 2026: बिहार बोर्ड इंटर का डमी एडमिट कार्ड जारी
- Bihar Board 10th Scholarship Payment List 2026: 10वीं पास छात्रों के खाते में आने लगे ₹10,000 लिस्ट में नाम देखें
Bihar Board 12th Dummy Registration Card 2027
12th ke sabhi vidyarthiyon ko bata de ki un sabhi ka Dummy Registration Card 2027 jald hi jaari hone wali hai khabar ke anusaar aapko hum bata de ki aap sabhi ki Dummy Registration Card aane wale kuch dino me hi jald hi jaari kar di jayegi iske baad aap sabhi pariksharthi aasani se download kar sakte hain.
Bihar Board 12th Dummy Registration Card 2027 New Update
Bihar Board kaksha 12vi Dummy Registration Card ko download karne ke liye aap sabhi ko adhikarik website par jana hoga ya aap sabhi www.biharboard10th.org website ke madhyam se bhi aapko Dummy Registration Card ka direct download link mil jayega jo humne neeche de diya hai wahan se aap aasani se download kar payenge aur Bihar Board se sambandhit sabhi jankari aapko sabse pehle yahan par milenge.

Bihar Board Inter Dummy Registration Card 2027 ke liye aap sabhi vidyarthi ko bata de ki kisi bhi prakar ki truti ho to aap aasani se sudhar karwa sakte hain aapko apne Dummy Registration Card me apna naam mata-pita ka naam janmtithi aur bhi anya jankari aapko dhyan purvak rakhna hai tabhi aap aasani se check kar payenge usse pehle aapko download karna padega.
Bihar Board 12th Dummy Registration Card 2027 Last Date
Bihar Board ke taraf se adhikarik notification jaari kiya gaya hai ki Inter ka Dummy Registration Card jald hi jaari kiya jayega jo bhi vidyarthi ise download karna chahte hain aasani se download kar payenge aap sabhi ko bata de ki Dummy Registration Card ka antim tithi 14 August 2026 hone wala hai usse pehle hi aap apna Registration Card ko download kijiye aur saare details ko dhyan se dekhiye.
| Registration Card Released Date | 25 July 2026 |
| Last Date | 14 August 2026 |
Bihar Board Class 12th Dummy Registration Card 2027 Details Kaise Check Kare
Aap sabhi vidyarthiyon ko hum bata de ki Varshik Pariksha 2027 ke liye sabse mahatvapurn yah hai ki aapki taraf se kisi bhi prakar ki galti na ho paye isliye Dummy Registration Card ko download karne ke baad kya kya jankari aapko dhyanpurvak dekhna hai wah sabhi humne neeche is prakar se de diya hai.
- +2 School ka Naam
- Pariksharthi ka Naam
- Mata ka Naam
- Pita ka Naam
- Vaivahik Sthiti
- Divyang Koti
- Suchikaran Sankhya va Varsh
- Pariksharthi ki Koti
- Roll Code
- Roll Number
- Pariksha Kendra ka Naam
- Saiddhantik Varshik Pariksha ke Vishay
- Photo aur Signature
- Vishay
- Atirikt Vishay

Bihar Board 12th Dummy Registration Card 2027 Sudhar Kaise Kare
Bihar Vidyalaya Pariksha Samiti dwara dasvi ki Registration Card jaari ho jayegi aur uska aap sabhi ko download karke print out bhi nikal lena hai aapko saari jankari sahi se dekhne ke baad agar aapko lagta hai ki aapka Registration Card me kisi bhi prakar ki galti nikal kar aa rahi hai to aap jald se jald apne vidyalaya ke pradhanadhyapak se sampark karein iske baad aap unko galtiyan batayein ki kahan par galti hai jiske baad use sudhar kar diya jayega.
Bihar Board 12th Dummy Registration Card 2027 Download Kaise Kare
Bihar Board Inter Dummy Registration Card 2027 ko download kaise kar sakte hain neeche humne step by step sabhi jankari de diya hai jise aap follow kar sakte hain jo is prakar se diya gaya hai.
- Sabse pehle aap sabhi vidyarthiyon ko adhikarik website par jana hoga.
- Uske baad aap 12th Dummy Registration Card 2027 Download button par click karna hai.
- Tab aapke saamne ek naya page khulkar aa jayega.
- Ab aapko yahan par apni kuch jankari darj kar deni hai.
- Uske baad hi aapko Search button par click kar dena hoga.
- Tab aap aasani se apne Dummy Registration Card ko download kar payenge.
Bihar Board 12th Dummy Registration Card 2027 Link
| Dummy Registration Card | Click Here |
| 10th Dummy Registration Card | Click Here |
| Join Telegram | Click Here |
| Join WhatsApp | Click Here |
| Official Website | Click Here |




