Bihar Board 10th Dummy Registration Card 2027 Download: Bihar Board Pariksha Samiti ke dwara Varshik Pariksha 2027 ke liye Matric ka Dummy Registration Card jaari hone ka intezar kar rahe hain to aap sabhi lakhon vidyarthiyon ka intezar ab khatam hone wala hai kyunki humne aapko is post ke madhyam se Bihar Board 10th Dummy Registration Card 2027 Download ke baare me sabhi jankari de diya hai.
Bihar Board 10th Dummy Registration Card 2027: Overview
| Name Of Board | Bihar School Examination Board, BSEB |
| Name Of Article | Bihar Board 10th Dummy Registration Card 2027 |
| Category | Dummy Registration Card |
| Session | 2026-27 |
| Release Date | 25 July 2026 |
| Last Date | 25 August 2026 |
| Correction Last Date | 14 August 2026 |
| Official Website | biharboardonline.com |
Also Read –
- Bihar Board Class 10th Scholarship Payment Status 2026: बिहार बोर्ड 10वीं पास छात्रों के खाते में आए ₹10,000? ऐसे चेक करें स्कॉलरशिप पेमेंट स्टेटस
- Bihar Board 12th Dummy Registration Card 2027: जारी हुआ डमी रजिस्ट्रेशन कार्ड, डायरेक्ट लिंक से करें डाउनलोड
- Bihar Board 10th Dummy Registration Card 2027 Download: 10वीं डमी रजिस्ट्रेशन कार्ड डाउनलोड होना शुरू, कहीं ये गलती तो नहीं?
- Bihar Board Dummy Admit Card 12th 2026: बिहार बोर्ड इंटर का डमी एडमिट कार्ड जारी
- Bihar Board 10th Scholarship Payment List 2026: 10वीं पास छात्रों के खाते में आने लगे ₹10,000 लिस्ट में नाम देखें
Bihar Board 10th Dummy Registration Card 2027 Important Date
Bihar Board me abhi ke samay Tyag Ranjan Sam adhyaksh ke dwara Matric Dummy Registration Card 2027 jald hi jaari hone wali hai jisko lekar khabar nikalkar aa rahi hai khabar ke anusaar aapko hum batayein to Dummy Registration Card 25 July se lekar 14 August 2026 tak aap sabhi pariksharthi apne Dummy Registration Card me sabhi chhatra evam chhatra sudhar karwa sakte hain sabhi chhatron chhatraon ko Matric ka Dummy Registration Card download karne ka avsar diya jayega aap sabhi Registration Card ko dhyan purvak dekhenge aur uske baad ise sudharwane ka koshish karenge agar kisi bhi prakar ki truti usme payi jati hai to apne school ke madhyam se sudhar karwa sakte hain.
Bihar Board 10th Dummy Registration Card Kaise Download Kare
Bihar Board kaksha dasvi ka Dummy Registration Card download karne ke liye aap sabhi ko adhikarik website par jana hoga ya aap sabhi type kar sakte hain Bihar Board 10th.org iske madhyam se bhi aap sabhi apne Dummy Registration Card ko aasani se download kar sakte hain iska link humne neeche de diya hai koi bhi jankari sabse pehle paane ke liye Google par type karein www.biharboard10th.org.
Bihar Board 10th Dummy Registration Card 2026 Sudhar Kaise Kare
Bihar Board Matric Dummy Registration Card 2027 ko lekar khabar saamne aa gayi hai ki aapka Registration Card saamne aa chuka hai jisme chhatron ko vishesh kar dhyan dena hai ki apna naam mata-pita ka naam janmtithi Aadhaar sankhya aur apna jo bhi jankari hai use sahi se dekhen agar usme kisi prakar ki galti aati hai to wah sabse pehle online ke madhyam se Dummy Registration Card ka download karein uska print nikal kar sahi se jaanch karein iske baad koi bhi galti aati hai to apne vidyalaya ke pradhanadhyapak se mile aur unse sahi karwa le aapko 10 se 15 din ka samay ke baad phir se aapka Dummy Registration Card jaari kiya jayega iske baad aap aasani se dekh payenge.

Bihar Board 10th Dummy Registration Card 2027 Last Date
Bihar Board ke taraf se adhikarik notification ke madhyam se bataya gaya hai ki dasvi ka Dummy Registration Card jald hi jaari kar diya jayega jisme pariksharthi adhikarik website secondary.biharboardonline.com ke madhyam se sabhi vivaran dekh payenge aap sabhi ke paas sudhar karwane ka samay ki antim tithi 25 August 2026 tak diya gaya hai.

BSEB Matric Dummy Registration Card 2027 Download
Varshik Pariksha 2027 me Matric ki pariksha me shamil hona chahte hain to aap sabhi vidyarthi neeche diye gaye vivaran ko dhyan se aapko dekhna hai in sabhi vivaran me koi bhi truti nahi honi chahiye agar hoti hai to vidyalaya ke pradhanadhyapak ya apne karyalaya me sampark karke sudhar karwa sakte hain jo neeche is prakar se diya gaya hai.
- Chhatra ka Naam
- Mata Pita ka Naam
- Ling (Gender)
- Janm Tithi (Date of Birth)
- Jati (Caste)
- Dharm
- Rashtriyata
- Photo aur Hastakshar
- Chayanit Vishay (Subjects)
- Anivarya (Compulsory) aur Aichchhik (Optional)
- Panjiyan Sankhya (Registration Number)
- Vidyalaya ka Naam aur Code
Bihar Board 10th Dummy Registration Card 2027 Download Kaise Kare
Bihar Board Matric Dummy Registration Card 2027 download kaise kare in sabhi ki jankari humne neeche step by step de diya hai jise aap follow kar sakte hain aur aasani se aapka Matric Dummy Registration Card 2027 download kar sakte hain.
- Sabse pehle aap sabhi ko adhikarik website par jana hoga.
- Uske baad aap 10th Dummy Registration Card 2026 Download button par click karna hai.
- Iske baad aapke saamne ek naya page khulkar aa jayega.
- Ab aapko yahan par kuch jankari darj kar deni hogi.
- Uske baad hi aap Submit button par click kar denge.
- Tab aapke saamne aapka Dummy Registration Card khulkar aa jayega uske baad download kar payenge.
Bihar Board 10th Dummy Registration Card 2027 Download Link
| Dummy Registration Card | Click Here |
| 12th Dummy Registration Card | Click Here |
| Join Telegram | Click Here |
| Join WhatsApp | Click Here |
| Official Website | Click Here |




