ग्रुप से जुड़ें

Bihar Board 10th Scholarship Payment List 2026: 10वीं पास छात्रों के खाते में आने लगे ₹10,000 लिस्ट में नाम देखें

On: 24/07/2026
Bihar Board 10th Scholarship Payment List 2026
---Advertisement---

Bihar Board 10th Scholarship Payment List 2026: Bihar Sarkar dwara Mukhyamantri Balika Balak Protsahan Yojana ke tahat Matric pass karne wale sabhi chhatraon ko ₹10000 ki scholarship rashi unke khate me seedhe bhej diye jate hain Mukhyamantri Samrat Chaudhary ne saaf kaha hai ki aap sabhi ke khate me DBT ke madhyam se scholarship ka paisa chala jayega is post me humne Bihar Board 10th Scholarship Payment List 2026 ke baare me sabhi jankari de diya hoon.

Bihar Board 10th Scholarship Payment List 2026: Overviews

Name Of BoardBihar School Examination Board,BSEB
Name Of ArticleBihar Board 10th Scholarship Payment List 2026
CategoryScholarship
Session2026-27
Status ModeOnline
Apply Date25 May 2026
Lase DateAugust 2026
Scholarship Payment Release DateJuly to August
Official Websitemedhasoft.bihar.gov.in

Also read –

Bihar Board 10th Scholarship Payment List 2026

Bihar Board ke jitne bhi chhatra evam chhatra hain un sabhi ko Mukhyamantri Bal Balika Protsahan Yojana ke tahat Pratham Shreni se pass karne wale ko ₹10000 ki scholarship rashi aur Dusre Shreni SC ST ke ladki evam ladki ko ₹8000 ki scholarship rashi ko DBT ke madhyam se bank khate me bheja ja raha hai aap sabhi vidyarthi apne scholarship ka payment status dekh sakte hain humne is post me aage bataya hai kaise aap ise check kar payenge neeche humne link bhi de diya hai.

Bihar Board 10th Scholarship Payment Status 2026

Jo bhi vidyarthi vittiya varsh 2026 me Matric pariksha pass kiya hai aur apne scholarship ko lekar intezar kar rahe hain to Sarkar dwara adhikarik suchna jaari kar diya gaya hai aur un sabhi ke khate me scholarship ki rashi bhej di jayegi jisne bhi aavedan prakriya poora nahi kiya hai to jald se jald prakriya ko poora kar le anyatha unko scholarship rashi prapt nahi ho payegi.

Bihar Board 10th Scholarship Payment List 2026
Bihar Board 10th Scholarship Payment List 2026

Bihar Board 10th Scholarship Payment List 2026 DBT Enable

Mukhyamantri ki is yojana ke tahat 10000 ki scholarship rashi pariksharthi ke seedhe bank khate me hi Direct Bank Transfer ke madhyam se paise bhej diye jate hain jinka labh sirf Bihar ke mool nivasi aur Matric ki Varshik Pariksha 2026 me pass kiya hai un sabhi pariksharthiyon ko hi milne wala hai Varshik Pariksha 2026 me First Second aur Third Shreni se jo bhi pass kiya hai un sabhi ko yah rashi prapt hoti hai.

Bihar Board 10th Scholarship Payment Status 2026 Kaise Check Kare

Mukhyamantri Balak Balika Protsahan Rashi Yojana ka jo bhi vidyarthi scholarship ka payment status dekhna chahte hain to neeche humne ise vistaar se bata diya hai jise aap step by step follow karke dekh sakte hain.

  • Sabse pehle aap sabhi ko Medha Software ke adhikarik portal par jana hoga.
  • Uske baad aapko Bihar Board 10th Scholarship Payment Status 2026 button par click karna hai.
  • Iske baad aapke saamne ek naya page khulkar aa jayega.
  • Ab aapko yahan par apna Registration Number Janm Tithi kuch darj karke Get Status button par click karna hai.
  • Tab aapke saamne aapka Payment Status ka page khulkar aa jayega.
  • Ab aap aasani se dekh payenge ki aapke bank khate me paise gaye hain ya nahi ya abhi process me hai sabhi kuch aapko yahan par dekhne ko mil jayega.

Bihar Board 10th Scholarship Payment Status 2026 Link

Payment StatusClick Here
Join TelegramClick Here
Join WhatsAppClick Here
Official WebsiteClick Here

Leave a Comment