Bihar Board Class 10th Scholarship Payment Status 2026: Bihar School Examination Board (BSEB) ke dwara Matric pass karne wale chhatra evam chhatraon ke liye badi khushkhabri saamne aa gayi hai Mukhyamantri Balak Balika Protsahan Yojana ke tahat varsh 2026 me safal poorvak pass hone wale sabhi chhatraon ke khate me DBT ke madhyam se scholarship ki rashi bheji ja rahi hai humne aapko is post ke madhyam se saari jankari de diya hai aap is post ke ant me iska link bhi mil jayega jise jaakar apna payment status ko check kar sakte hain.
Bihar Board Class 10th Scholarship Payment Status 2026: Overviews
| Name Of Board | Bihar School Examination Board,BSEB |
| Name Of Article | Bihar Board Class 10th Scholarship Payment Status 2026 |
| Category | Scholarship |
| Session | 2026-27 |
| Status Mode | Online |
| Apply Date | 25 May 2026 |
| Lase Date | August 2026 |
| Bihar Board 10th Scholarship Payment Release Date | August |
| Official Website | medhasoft.bihar.gov.in |
Also Read –
- Bihar Board Class 10th Scholarship Payment Status 2026: बिहार बोर्ड 10वीं पास छात्रों के खाते में आए ₹10,000? ऐसे चेक करें स्कॉलरशिप पेमेंट स्टेटस
- Bihar Board 12th Dummy Registration Card 2027: जारी हुआ डमी रजिस्ट्रेशन कार्ड, डायरेक्ट लिंक से करें डाउनलोड
- Bihar Board 10th Dummy Registration Card 2027 Download: 10वीं डमी रजिस्ट्रेशन कार्ड डाउनलोड होना शुरू, कहीं ये गलती तो नहीं?
- Bihar Board Dummy Admit Card 12th 2026: बिहार बोर्ड इंटर का डमी एडमिट कार्ड जारी
- Bihar Board 10th Scholarship Payment List 2026: 10वीं पास छात्रों के खाते में आने लगे ₹10,000 लिस्ट में नाम देखें
Medhasoft Payment Status Link
Bihar Board se Matric Varshik Pariksha 2026 me pass karne wale sabhi chhatra chhatraon ko Mukhyamantri ki taraf se Protsahan Yojana chalayi gayi hai jisme Pratham Shreni se pass karne wale sabhi chhatron ke bank khate me ₹10000 ki scholarship rashi bheji ja rahi hai aur wahin Dwitiya Shreni se pass karne wale chhatron ke bank khate me ₹8000 ki rashi DBT ke madhyam se unke bank khate me pahunchayi ja rahi hai Matric Scholarship Payment List 2026 ka direct link humne neeche diya hai Matric Scholarship ab chhatron ko aavedan karne ki antim tithi 25 August 2026 tak sabhi chhatra chhatra Matric pass karne wale online aavedan kar payenge Board dwara iski adhikarik notification jaari ki gayi hai.
Bihar Board 10th Scholarship Payment Status 2026
Mukhyamantri Balak Balika Protsahan Yojana agar aap sab Matric Varshik Pariksha 2026 me shamil hue the aur Pratham aur Dwitiya Shreni se safal hue hain to aap sabhi chhatron ke liye yah jaanana zaruri hai ki aap sabhi ka scholarship payment status kaise dekh sakte hain iske liye sabhi vidyarthi ko Google par type karna hai adhikarik website par visit karna hai jiske baad aap sabhi scholarship payment status ko aasani se check kar payenge.
Bihar Board 10th Scholarship Payment Status 2026: Last Date
Bihar Vidyalaya Pariksha Samiti dwara Matric pass karne wale sabhi chhatron ko bata de ki Matric Scholarship Apply 2026 ke liye antim tithi ko jaari kar diya gaya hai aap sabhi ko pata hi hoga ki Matric ka scholarship ka aavedan 25 May 2026 se chal raha hai aur ab iski antim tithi bhi Board dwara adhikarik taur par notification jaari karke bata diya gaya hai ki aap sabhi 25 August 2026 tak hi aavedan kar payenge to jinko bhi aavedan karna hai wah samay seema se pehle aavedan prakriya ko poora kar lein.

Bihar Board 10th Scholarship Payment Status 2026 Kaise Check Kare
Jo bhi vidyarthi scholarship ka payment status dekhna chahte hain un sabhi ko bata de ki neeche diye gaye sabhi step ko follow karna hai jiske baad aap aasani se check kar sakte hain.
- Sabse pehle aapko Medha Soft ke adhikarik website par jana hoga.
- Uske baad aapko wahan par 10th Scholarship Payment Status 2026 wale vikalp par click karna hai.
- Ab aapko yahan par apna Registration Number aur Date of Birth darj kar dena hai.
- Iske baad hi aapko Get Status button par click karna hai.
- Tab aapke saamne ek naya page khulkar aa jayega.
- Aapko wahan par dikhai dega ki aapka payment bheja gaya hai ya nahi.
Bihar Board 10th Scholarship Payment Status 2026 Link
| Payment Status | Click Here |
| Apply Link | Click Here |
| Join Telegram | Click Here |
| Join WhatsApp | Click Here |
| Official Website | Click Here |




